Thekedar hatao,
seedha deal karo.
Plumber, Electrician, Mistri, Maid ya Helper ka direct mobile number paayein — 100% Aadhaar Verified. Beech mein koi commission nahi, seedha customer aur worker ka P2P payment.
Android Phone Par Install Kaise Karein?
Play Store review ke dauran direct official APK se 1 minute me Rozzgo shuru karein:
APK Download Karein
Upar diye gaye "Download Android APK" button par tap karein (Size: ~75 MB).
"Download anyway" Chunein
Agar Chrome warning dikhaye "File might be harmful", to "Download anyway" par click karein. Ye 100% official aur safe hai.
Open & Install
Downloaded APK par tap karein, "Install" karein aur apna mobile number daalkar OTP se login karein!
Zarurat Ho Ya Regular Naukri
Rozzgo dono sides ko seedha connect karta hai bina kisi thekedar ke.
ज़रूरत (Instant Zarurat)
Ghar mein paani tapak raha hai ya short-circuit ho gaya? 30 second me apni issue post karo, aas-paas ke verified Saathi live bids bhejenge. Rate compare karke bulao.
- ✓ Live Bidding & Counter Offers
- ✓ GPS Real-Time Saathi Tracking
- ✓ Direct Cash ya UPI to Worker
नौकरी (Naukri Hub)
Dukaan ke liye helper, office assistant, driver ya maid hire karni ho? Direct verified employers ki listings dekhein, 1 tap me apply karein aur fixed salary payein.
- ✓ Verified Hiring Employers
- ✓ Fixed Monthly Salary — Zero Cut
- ✓ Seedha Hiring Boss se Phone Par Baat
Aadhaar Verified Saathi.
Ghar par bulate waqt koi darr nahi.
Rozzgo par har Saathi ka Aadhaar OTP verification hota hai. Unka photo, real identity aur genuine community reviews dekhkar hire karein.
Govt ID & KYC Verification
Har Saathi ka authenticated KYC verification hota hai, taaki ghar me bulate waqt 100% suraksha rahe.
Direct Instant Connect
Beech me customer care ka ghanto wait nahi. Seedha worker ko call ya chat lagakar baat karein.
Community Ratings & Reviews
Asli padosiyon ke honest reviews aur star ratings dekhkar best Saathi ko choose karein.
Bharat Ka Bharosa — Rozzgo
"Plumber dhoondne mein pehle poora din nikal jata tha. Rozzgo par 5 minute me 3 Saathi ke bids aa gaye. Seedha call kiya aur kaam done!"
"Pehle thekedar 30% commission kaat leta tha. Rozzgo par seedha customer ka call aata hai, jo rate tay hua poora mera hai. Roz cash ya UPI milta hai."
"Aadhaar verified badge dekhkar ghar mein kaam karwane ka pura bharosa rehta hai. Rate clear rehta hai, koi jhanjhat nahi."
Ab seedha connect karo.
App download karo, apna kaam ya zarurat post karo, aur bina kisi bichauliye ke seedha kaam karwao ya kamao.
Camera se scan karo aur turant APK install karo